Powered By Blogger

Barbaric Expression Headline Animator

Total Pageviews

Sunday, October 23, 2011

Kaun Apna Kaun Paraya

Jise apna samjha tha
Ab unhi ki parchaiyo ko dhunda karte hai hum

Jise paraya kaha tha
Ab unhi ki saaye mai jiya karte hai hum

Rishtey ke in rango ko kaun tasveer par utar sakta hai

Jise zindagi maana tha
Ab unhi ki yaado ko dafnaya karte hai hum

~/)bir~
(Dated: 2007)

1 comment: