Powered By Blogger

Barbaric Expression Headline Animator

Total Pageviews

Wednesday, October 11, 2023

Urdu poetry types

 Aage khaai peeche kua

Har taraf hai dhuaa dhuaa


Nasamajh hai mera dil

Isko rokna hai mushkil

Iski hai koi manzil


Kiski doori kiski aas

Jaane kaise bhujegi yeh pyaas


Gaata rehta hai mera dil

Ae dhadkan tu aake mujhse mil

Yeh lafz hai tere kaafil


Itna haar ke bhi yeh thanka nahi

Nahi jaanta kya galat aur kya sahi


Kya hota woh aamil

Jo hota hai haasil

Jab tha nahi koi raahil


Dil jaan aur imaan

Ab hai tere naam

Tu hai mera makaan

Main hu alif aur tu hai laam

Aur meeme hamara jahaan

No comments:

Post a Comment